VASU NANDAN MOUAR'S

Wednesday, August 4, 2010

VASU NANDAN MOUAR:PREM,DHAYAN & MRITAU

Yeh vidh prem se sambandhit hai, kyoki tumhare sithil hone ka anubhaw mein yeh prem ka anubhaw nikatm hai! Agar tum prem nahi kar sakte ho to tum sithil v nahi ho sakte! Aur agar tum sithil ho sakte ho to tumhara jeevan prempurn ho jayega! Ek tanav grast human prem nahi kar sakta! Kyo kyonki tanav grast human sada uddesya se proyojan se jeeta hai! Vah dhan kma sakta hai,lekin prem nahi kar sakta! Kyo kyonki tanav grast human sada uddesh jeewan ke prayojan se jeeta hai! Vah dhan kma sakta hai, lekin prem nhi kar sakta! Kyon ki prem prayojan rahit hai! Prem koi vastu nahin hai! tum us se apne ahankar ki pusti nahi kar sakte ho! Such to yeh hai ki prem sabse arth hin kam hai us se aage us ka koi arth nhi hai,tum dhan kma sakte ho kisi prayojan se! Vah ek sadhan hai! Tum makan banate ho kisi ke rahne ke liye! Vah v ek sadhn hai! Prem sadhan nhi hai! TUM kyo prem karte ho! kisliye karte ho! Prem apna lachya aap hai! Yhi karan hai ki hisab kitab rakhne wala man,tarkik man,prayojan ki bhasa mein sochnewala man prem nhi kar sakta! Aur jo man prem prayojann ki bhasa mein sochta hai vah tanav grast hoga! kyo ki prayojan bhavisya mein hi pura kiya ja sakta hai, yahan aur avi nhi! Prem sada yahan hai aur avh hai! Prem ka koi bhavisya nahi! Yahi vajah hai! Ki prem dhayan ke itne karib hai!yahi vajah hai ki mrityu v dhyan ke itne karib hai! Kyo ki mrityu v yahan aur avi hai, vah bhavisya mein nahi ghat ti ! Kya tum bhavisya mein mar sakte ho! Vartman mein v mar sakte ho! Ya atit mein kaise mar sakte hai! Atit ja chuka hai,vah ab nhi hai! Es liye atit mein nhi mar sakte! Bhavisya avi khoya nhi hai, es liye us mein kaise maroge! MRITYU SADA VARTMAN MEIN HOTI HAI ! MRITYU , PREM OR DHAYAN, SAB VARTMAN MEIN GHATIT HOTE HAI! ES LIYE ATIT MEIN NAHI MAR SAKTE! AUR BHAVISYA AVI KHOYA NAHI HAI, ES LIYE US ME KAISE MAROGE.----------------------OSO

Tuesday, August 3, 2010

Desh ke Dhrohar...

jis per pure desh ka bharosa hota hai log jise bharat ka bhavisya kaha karte hai.....lekin aaj unki halat bahut bigadti ja rahi hai khastour pe nashakuharani ke mamle mein ek dum se bigdti ja rahi hai..kuch aisa hi dekha ja raha hai bharat ke gawon meint 8 sal ke umra ke bachen jo sarab ganja jaise madak chizo ka lat diya ja raha hai jise dekar log kam karate hai..